Hajj Ke Fazail In Urdu

Hajj Ke Fazail hajj ke fazail in urdu

Bukhari Muslim Hadith About Hajj

Hazrat Abu Hurera (Razi Allah Ta'la Anhu) se riwayat hai ke mein ne Rasool Allah (P.B.U.H) ko farmate hue suna ke:
"Jis ne Allah Ta'la ki raza ke liye Hajj kiya or is doran koi fehash ya behooda baat nahi ki or na Allah ki koi na farmani ki to wo Hajj kar ke is din ki tarah gunaho se pak lote ga jis tarah is ki maa ne use gunaho se pak jana tha."    (Bukhari-o-Muslim)

No comments:

Post a Comment