Rizq Ke Darwaze Kholne Ka Wazifa

Rizq Ke Darwaze Kholne Ka Wazifa

rizq ke darwaze kholne ka wazifa

Nazireen aaj hum aap ko jo amal batayengay is amal ke karne se Insha Allah aap ke liye rizq ke darwaze khul jayengay aap ke rizq mein barkat hogi or aap ke maal mein izafa hoga. Hajj ke din is amal ko aap ne karna ha. Is amal ki ijazat aam ha. Ye amal Hajj ke din kisi bhi waqt kar sakte hein. Is amal ka tareeka kar ye ha aap ne sab se pehle aasman ki taraf haath utha kar ism mubarak "Ya Basitu" 10 martaba parhna ha or phir hath apnay chehre par pher lene hein, Insha Allah Ta'la is amal ki barkat se aap ke liye rizq ke darwaze khul jayengay. Ye amal aap pooray ssal bhi kar sakte hein ye amal aap roz karne ka mamool bana lein to zindagi bhar kisi ki mohtaji nahi hoga.
Note: Namaz ki pabandi shart ha or ladies periods mein ye amal na karein.

No comments:

Post a Comment