Mohtaji Se Bachne Ka Wazifa

Mohtaji Se Bachne Ka Wazifa

mohtaji se bachne ka Wazifa
mohtaji se bachne ka Wazeefa

Hum mein se koi bhi kisi ki mohtaji nahi chahta or na hi mohtaji pasand karta hai, wesay to hum sab hi Allah Pak ke mohtaj hein jo hamein beshumar nematien deta hai magar kisi insan ki mohtaji se hamein bachna chahiye. Is liye hum aap ko 1 aesa Wazifa batayengay jis ke karne se Insha Allah aap kabhi bhi kisi insan ke mohtaj na hongay. Wo Wazifa ye hai, Har Namaz ke baad 3 bar Durood Shareef parhein phr 100 dafa Ya Azizu Ya Mughniu parhein phir 3 dafa Durood Shareef parhein. Insha Allah is amal ki barkat se aap Allah ke siwa kisi ke mohtaj na hongay.

No comments:

Post a Comment