Thakawat Door Karne Ka Wazifa

thakawat door karne ka wazifa
Thakawat Ka Ilaj In Urdu

Agar aap pedal safar kartay hein to darj bala kalmat parh kar apnay dono hatho par dam kar ke naaf se lekar paon ke panjo tak pher lein Insha Allah Ta'la is qadar quwat or taqat peda hogi ke chalnay ka bilkul ahsas na hoga or na thakan mehsoos hogi insan chak o choband rahega. Wo kalmat yeh hein Subhan Allah 33 bar, Alhamdulillah 33 bar, Allah Hu Akbar 33 bar.

Huzoor Akram (P.B.U.H) ne Hazrat Abu Hurera (R.A) ko poda lagatay dekha to irshad farmaya "Mein tumhein behtareen poday jo lagaye jaye bataoon wo (See in image) kehna  hai har kalma parhnay par Jannat mein 1 darakht lag jata hai."

No comments:

Post a Comment