Surah Baqarah Ka Wazifa


surah baqarah ka wazifa

Hazrat Abdullah Bin Masood Razi Allah Ta'la Anhu ne farmaya ke Surah Baqarh ki 10 Ayatein aesi hein ke agar koi shakhs inko raat mein parh le to us raat ko jin, shaitan ghar mein dakhil na hoga aur usko uske ahl o ayal ko us raat mein koi afat, bimari, ranj o gham aur koi nagawar cheez pesh na aaye gi. Aur ye ayatein kisi majnoon par parhi jayen to usko afaqa ho jayega. Wo 10 ayatein ye hein 4 ayatein Surah Baqarh ki ibtadai, phir 3 ayatein darmiyani Ayat Al Kursi aur uski baad ki 2 ayatein phir last Surah Baqarah ki 3 ayatein.

No comments:

Post a Comment