Ameer Hone Ka Wazifa

Ameer Hone Ka Wazifa

ameer hone ka wazifa

Agar kisi shakhs ki jaib khali ha yeni wo ghurbat ka shikar ha us ke maali halat sahi nahi ha ya rizq ki tangi ka shikar ha ya koi rozi ka zariya nahi ban raha yani be rozgar ha aur rozgar ka intizam na ho raha ho ya ghar mein barkat nahi ha yeni paisa aata ha kahan jata ha pata nahi chalta. To in halaat se nijat ke liye Namaz e Isha ke baad 11 din tak Surah Kahf parhein. Ye amal aap ne continue 11 din tak karna ha. Beech mein koi waqfa nahi aana chahiye. Agar kisi waja se waqfa aa jata ha to ye amal aap ko doobara se shru karna parega. Jabke agar koi aurat ye amal karti ha aur amal ke doran makhsoos ayam aa jaye to pak hone ke baad inti poori kar le doobara se amal shru karne ki zaroorat nahi hai. Insha Allah is amal ki barkat se jaib khali nahi rahe gi, maal o dolat ki rel pel hogi, rizq ki barish hogi aur be barkati se nijat mil jayegi. Ye maldar hone ka behtareen wazifa hai.

No comments:

Post a Comment