Joron Ke Dard Ka Ilaj

Joron Ke Dard Ka Ilaj

joron ke dard ka ilaj
joron ke dard ka gharelu ilaj
joron ke dard ka ilaj in urdu

Dunya bhar mein deegar amraz ki tarah joron ka dard bhi ab pareshan kun amraz mein shumar kiya jata ha aur log joron ke dard ke liye kai expensive medicines ka istemal karte hein.
Lekin aap agar qudrati nuskhe ke zariye is moozi marz se nijat hasil karna chahte hein to 2 fresh lemon, olive oil aur 1 jar lein, pehle lemon cheelein aur in ke chilke jar mein daal dein ab jar ko olive oil se bhar dein.
Jar ko achi tarah band kar ke 2 hafte tak rakh dein. Is oil ko cotton ke zariye jahan dard ho raat ke waqt lagayen aur agar dard ziyada ho to din mein 3 baar is ko istemal karein joron ka dard 1 hafta mein bilkul khatam ho jaye.

Like other ailments around the world, joint pain is considered a debilitating disease and people use many expensive medicines for joint pain.
But if you want to get rid of this insidious disease through natural prescription, take two fresh lemons, olive oil and a jar, first peel the lemons and put their peels in the jar, now fill the jar with olive oil.
Close the jar tightly and leave for two weeks. Apply this oil through cotton at night where there is pain and if the pain is severe, use it three times a day. The joint pain will disappear completely in a week.

No comments:

Post a Comment