Rang Gora Karne Ka Asan Tarika

Rang Gora Karne Ka Asan Tarika

rang gora karne ka asan tarika

Aaj hum aap ko skin white karne ka tarika batayengay jis ka koi side effect bhi nahi or 10 minute mein aap ka rang saaf or chamak jaye ga.

Ingredients:
Milk         4 spoon       
Besan       2 spoon
Honey      1 spoon

Method:
Tamam cheezein achi tarah mix kar lein or phir skin white karne ke liye chehre par achi tarah laga kar 10 minute baad face sada pani se dho lein, Insha Allah rang gora ho jaye ga. Shadi ya kisi ceremony mein jane se pehle ye totka lazmi use karein.  

No comments:

Post a Comment