Banjhpan Khatam Karne Ke Liye Wazifa

Banjhpan Khatam Karne Ka Wazifa 

banjhpan khatam karne ke liye Wazifa
banjh pan ka rohani ilaj
banjh pan ka wazifa

Banjhpan khatam karne ke liye bawaqt tahajjud 2 rakat nafil is tarah parhein ke dono rakat mein Surah Mulk tilawat ki jaye, 41 roz tak yehi amal jari rakhein Insha Allah aulad hogi or tamam masle masail khatam ho jayengay.

Baanjh Pan Khatam Karne Ka Wazifa

banjhpan khatam karne ka wazifa

Surah Al-Anbiya Ayat 89 rozana kasrat se parhain:
Rabbi la tazarni fardan wa anta khairul waariseen

(Tarjuma: Aye mere Rab! Mujhe akela na chhod aur tu sab se behtareen waaris hai.)

Namaz Fajr aur Namaz Isha ke baad 7 ya 11 martaba yeh dua parhein. Awwal o aakhir 11 martaba Durood-e-Ibrahimi bhi parhein. Dua ke baad Allah Ta’ala se aajizi ke sath nek aur saleh aulad ki dua mangain.

Kasrat se "Ya Musawwiru" ka wazaif karein.

Jumma ke din Surah Maryam ya Surah Yaseen parhne ki aadat banayen.

No comments:

Post a Comment