Job Aur Aamdani Mein Izafay Ke Liye Wazifa

Job Aur Aamdani Mein Izafay Ke Liye Wazifa

job aur aamdani mein izafay ke liye wazifa
achi job ke liye wazifa
achi job ka wazifa

Agar koi shakhs rozgar ke silsilay mein pareshan ho ya amdani mein kami ki waja se guzara mushkil hota hai to is ke liye mandarja zel Asmaye Allah ba wuzu 1081 bar baad Namaz e Isha rozana parhe.

Awal o aakhir 11, 11 bar Durood Shareef parhe. Ye amal bila nagha rozana waqt muqarrara par parhta rahe.
Insha Allah Ta'la berozgar hai to rozgar ka intizam ho jaye ga aur rozgar mein barkat aur tarakki chahta ha to wo bhi hasil hogi. wo Ism ye ha Ya Basitu Ya Mujeebu Ya Allahu ha.

No comments:

Post a Comment