Jadu Se Bachne Ka Wazifa

Jadu Se Bachne Ka Wazifa

jadu se bachne ka wazifa
jadoo se bachne ka wazifa
jadu se bachne ka tarika
jadoo se bachne ka amal

Aaj kal aksar gharon dukano par ye shikayat aam ha ke ghar se taveez nikalte hein baal nikalte hein khoon ke cheentay parte hein, ghar mein ittifaq nahi ha, miya biwi mein har waqt larai jhagra rehta ha, bacho mein choti choti baat par narazgi ho jati ha, bacho ke rishtay nahi aatay agar aatay hein to baghair kisi waja ke baat bhi nahi banti, aulad na farman ha waghera waghera to aesi soorate haal mein ghar ki ajeeb soorat ho jati ha is marz se nijat ke liye zel ka ye Wazifa barha martaba ka aazmooda ha, Insha Allah har qisam ki bandish, jadu, sehar o aaseb se mukammal tor par nijat hasil hogi.
Juma mubarak ke din Namaze Fajar ke baad ba wuzu ho kar (Surah Tariq Ayat # 15-17) 41 baar awal aakhir Durood Shareef Ibrahimi 11 baar parh kar ghar ke charon taraf dam karein Is Wazifa ko bila nagha 21 din tak karein.

3 comments:

  1. G ye roz krna ya jumy ko. Kia jumy se shuru krn..

    ReplyDelete
    Replies
    1. Juma ke din se shru karein aur continue 21 din tak karein.

      Delete
  2. Ye roz prh ya jumy ko. Aur kia jumy ko shuru krn kia waqt ho

    ReplyDelete