Kharbooza (Melon) Maza Bhi Shifa Bhi

Kharbooza (Melon) Maza Bhi Shifa Bhi

kharbooza maza bhi shifa bhi
health benefits of melon
benefits of kharbooza in urdu
melon fruit benefits

Kharboozay (Melon) mein 90% water mojood ha jo stomach ki jalan ko rafa karta ha.
Jo log kharbooza (Melon) regular use karte hein un ka chehra daagh dhabbo se saaf rehta ha or badan ki khushki nahi hoti.
Kharboozay (Melon) ke regular use se patthay or ragein lachak dar hoti hein.
Mosami garmi ka muqabla karne ki taqat paida karne wala Vitamin D is mein bakasrat mojood ha.
Constipation (Qabz) ko door bhagata ha or nizame hazma mein behtari lata ha.
Gurdo ke dard or pathri se nijat dilane mein aham kirdar ada karta ha.
Sehatmand lungs ke liye bhi kharboozay (Melon) ka use bohat mufeed ha.

No comments:

Post a Comment