Kasrat-e-Jima Ka Anjaam

Kasrat-e-Jima Ka Anjaam

kasrat-e-jima ka anjam
kasrat-e-jima (humbistari) ka anjam

Kasrat e jima se na sirf jaryan mani, surate anzal, zef bah, zef dimagh, sara yani mirgi, junoon, falij, resha, diabetes waghera amraz lahaq ho jatay hein balkay insan umar tabai ko pohanchnay se bohat pehle hi rakht e safar aakhrat band kar rahi mulk adam ho jata ha.
Kasrate jima se umar ka kam hona sirf insano or haiwano ke liye hi makhsoos nahi balkay nabatat bhi is se mutasir hein. In haqaiq ke peshe nazar fele jima mein had e aetidal ko malhooz rakhna khood aap ke apnay hi faiday ka mojab hai.

2 comments: