Phati Arion K Liye Totkay

Phati Arion K Liye Totkay In Urdu

phati airyon k liye totkay in urdu
foot care tips in urdu
care tips for cracked heels
leg care tips in urdu
phati airyon k liye totkay

Winter mein aksar log khaas kar khawateen phati airyon ki waja se pareshan nazar aati hein. Is ka asan sa hal ye hak k raat ko sonay se pehlay neem garam pani legs bhigo lein or kuch dair k baad towel se dry kar lein. Glycerine or socks pehan kar so jayen, kuch hi din mein phati airyan theek ho jayen gi.

How To Heal Cracked Feet Overnight:

In the winter, most people, especially women, look upset because of the cracked heels. The simplest solution is to soak the feet in warm water before going to bed at night and after some time dry with a towel, apply glycerin and sleep on the socks. ۔

Balon Ki Khushki K Liye Totkay

Balon Ki Khushki K Liye Totkay In Urdu

balon ki khushki k liye totkay
balon k liye totkay
totkay for dandruff in urdu
totkay for hair in urdu

Sard mosam mein aksar log khushki ki shikayat kartay hein. Is k liye nihayat azmooda totka hai. 1 spoon dahi, 1 spoon sarso ka tail, 1 egg or 1 spoon sugar mila lein or sar par laga lein, 2 ghantay k baad normal pani se sar dho lein or shampoo kar lein. Musalsal use se khushki khatam ho jaye gi.

Eczema Ka Rohani Ilaj In Urdu

Eczema Ka Rohani Ilaj In Urdu

eczema ka ilaj in urdu
eczema treatment in urdu
eczema spiritual treatment in urdu

Eczema spiritual treatment by Khwaja Shamsuddin Azeemi who is a Pakistani Sufi Sheikh, the patriarch of the Azeemia and a scholar in the field of spiritualism.

Aik baray or mazboot kaghaz par motay qalam se (See in image) likh kr body k jis part par eczema ho is par kaghaz malein. Jab kaghaz boseeda ho jaye jala dein chand roz tak salt, red pepper, garam masala or kisi qisam ki gosht ki boti na khayen gosht mein egg or fish bhi shamil hen.

Surate Anzaal Ka Mustaqil Ilaj

Surate Anzaal Ka Mustaqil Ilaj


surat-e-anzal ka ilaj in urdu
surate anzaal ke lie behtareen nuskha
premature ejaculation treatment in urdu
 

Qad Mein Izafa K Liye

Qad Mein Izafa K Liye

qad mein izafay ka amal
qad barhane ki dua
qad mein izafa k lye wazifa
wazifa to grow tall
wazifa to increase in hight

Agar qad kam reh jaye or is mein izafa maqsood ho to darj bala Ayaat zarda k rang or arq e gulab se 3 plates par likh kar 1 plate subah nihar moo, 1 asar k baad or 1 raat ko sotay waqt pani se dho kar 6 months tak continue piyen.
Is k ilawa 24 ghanto mein kam se kam 12 ghantay letnay k program par amal karein. Let'tay waqt is baat ka khaas khayal rakha jaye k legs seedhi rahein. Sirhana nisbatan ooncha rakhein, takay dorane khoon legs ki taraf ziyada rahay.

Mani (Sperm) Garhi Aur Zyada Karne Ke Liye

Mani (Sperm) Garhi Aur Zyada Karne Ke Liye


sperm garhi karne k liye in urdu/hindi
mani garhi karnay k liye in urdu/hindi
mani (sperm) ki production barhane k lye

Baal Jhar Ka Ilaj

Baal Jhar Ka Ilaj

baal jhar ka ilaj in urdu/hindi
baal jhar ka treatment in urdu/hindi 
 

Beard ya head ke baal jharte ho to 8 spoon olive oil garam kiya huwa mein 1 spoon asli shehad or 1 spoon bareek pisi hui daar cheeni mila lein phir jahan ke baal jharte ho wahan khoob maslein phir 5 minutes ke baad dhe lien ya naha lein. Bacha huwa oil doobara bhi use kar saktay hein. Insha Allah 12 din mein faida nazar aaye ga. Magar ta husoole shifa ye amal jari rakhein.

Kalonji pees kar mehendi mein mila kar lagane se bhi baal jharna band ho jate hein.

Balon Ka Girna Hair Fall (Ganjapan) Ka Ilaj

Balon Ka Girna Hair Fall (Ganjapan) Ka Ilaj

balon ka girna hair fall ganjapan ka ilaj

hair fall/loss treatment in urdu/hindi
psilosis treatment in urdu/hindi
ganj pan ka ilaj
1 anda torein aur is mein 1 bara spoon zaitoon ka tail, 2 se 3 drops peppermint ka tel dalein aur kisi kante ke sath mix karein.
Balon ko dhone ke baad in ka pani nikalein aur thora sa dry kar lein.
Ab is mixture ko sar mein lagayen, khayal rahe ke tamam sar par ye mask lagana hai.
Ab sar ko kisi plastic cap se dhanp lein aur adha ghanta wait karein.
Ab is mask ko kisi achay shampoo se dho lein.
Is mask ko hafte mein do baar use karne se aap ke baal girne se ruk jayengay aur sath hi mazboot hongay.

Istari Ko Saaf Karne Ka Tarika

Istari Ko Saaf Karne Ka Tarika

iron ko saaf karne ka tarika
   iron ko saaf karne ka tarika

Bijli ki istari ko agar zang lag jaye to akhbari kaghaz pr namak laga kar is par ragarnay se zang door ho jata hai.

Zaban K Chalo Ka Ilaj

Zaban K Chalo Ka Ilaj

zaban ki chalay
how to remove tongue blisters
blisters in tongue
tongue blisters treatment in urdu

Is k liye  neem garam water se kulli karein phir tongue ko sooti kapray se khushk karein or foran tongue par glycerin laga lein. 2 3 din mein hi zaban ki chalay theek ho jayen gay.

 


Artificial Nails Utarnay Ka Tarika

Artificial Nails Utarnay Ka Tarika

artificials nails utarnay ka tarika
  artificial nakhun utarnay ka tarika
nails care tips in urdu
nails ki hifazat

Hands ko ulta kar k artificial nails k upar k hissay k zariye artifical or natural naisl k darmiyan sprit ya petroleium jelly ka 1 drop daal kar artificial nail ka kinara pakar kar ahista se utar lein.

Nails Strong Bananay K Liye

Nails Strong Bananay K Liye

nakhun mazboot bananay k liye
   nails ki hifazat
nakhun ki hifazat
nails car tips

Baaz log aesay hotay hein jinhen nails khanay ki aadat hoti hai jis ki waja se nail jald nahi barhtay or in ki growth bhi mutasir hoti hai. Nails ko mazboot bananay ka tarika ye hai k jab nails lambay honay lagein to inehn lemon k rus mein dubo dein is tarah nails mazboot ho jayengay or tootengay bhi nahi.

Ukhartay Nails K Liye

Ukhartay Nakhuno K Liye

ukhartay nails k liye
  totkay for nails in urdu
nakhun ki hifazat

Nails ukharnay ya phat janay lagay to 5 tolay sheetraj ka joshanda tayyar kar k is mein vinegar or honey biltarteeb 5 tolay or 2 tolay mila kar pakayen pakanay k baad sheeshi mein dal kar nails par laganay se mufeed results bar aamad hotay hein.

Tootay Nails K Liye

Tootay Nakhuno K Liye

tootay nails k liye
for broken nails
ghareloo totkay in urdu
beauty tips in urdu
nails ki hifazat
nails ki hifazat

Apnay sakht nails ko Gelatin mein rozana 15 minute tak bhigo kar rakhein nakhun mazboot ho jayengay. Apnay lips ko naram bananay k liye kachay milk se massage karein.


Jild Ki Khushki K Khatmay K Liye

Jild Ki Khushki K Khatmay K Liye

jild ki khushki k liye in urdu
dry skin treatment
jild ki khushki in urdu
totkay for dry skin in urdu
skin care tips in urdu

Mosam sarma mein skin ko khushki se mehfooz rakhnay ka 1 simple or azmooda totka ye hai k halkay neem garam pani mein orange or lemon ka rus nichor kar laga tar 1 month tak is se har roz ghusal karein ya moo dhonay k pani mein thora thora rus mila lein mosam sarma mein aap ki jild khushk nahi hogi.

Jild Ki Chamak K Liye

Jild Ki Chamak K Liye

jild ki chamak in urdu
skin glow tips in urdu
ghareloo totkay for skin
ghareloo totkay for glow skin
jild ki chamak in urdu
chehray par chamak k liye
skin care tips in urdu

Agar aap ki jild khushk hai or aap isay chikna karna chahti hein to ye karein k 1 egg ki zardi mein one teaspoon roghan badam mila kar body par malish karein phir 15 minute k baad jild ko dho dalein chand roz mein farq maloom ho jaye ga.

Gardan Ki Siyahi K Liye

Gardan Ki Siyahi K Liye

gardan ki siyahi k liye
neck ki siyahi ka ilaj
neck ink treatment in urdu
gardan ki siyahi khatam karnay ka ghareloo totka

Egg ki safedi mein lemon ka arq mila kr is mixture ko gardan par lagayen or taqreeban 20 minute baad cold water se neck wash kar lein. Dhoop ki waja se neck par charhi hui siyahi khatam ho jaye gi.

Jhulsi Hui Jild Ka Ilaj

Jhulsi Hui Jild Ka Ilaj

jhulsi hui jild ka ilaj in urdu
jhulsi hui jild k liye
ghareloo totkay for skin
skin tips in urdu
charred skin treatment in urdu

Half piyali milk mein half lemon nichor lein or 1 chothai spoon haldi daal dein kuch dair mein doodh phat jaye ga is mehlool ko roi k madad se skin par lagayen or halkay halkay massage karti jayen rozana 1 martaba amal karnay se chand hi dino mein farq khood dekh lein gay.

Roghan K Dagh Door Karnay Ka Tarika In Urdu

Roghan K Dagh Door Karnay Ka Tarika In Urdu

roghan k dagh door karne k liye in urdu
roghan k dagh door karnay k liye

Home mein paint ho raha ho ya kisi aesay ghar k samnay se guzra jaye to roghan k dagh kapron ko apni lapet mein le letay hein. Aesay stains ko fori tor pr saaf karnay par dhayan dena chahiye.

Pan Ka Dagh Door Karnay Ka Tarika

Pan Ka Dagh Door Karnay Ka Tarika

pan ka dagh door karnay ki tips in urdu
Market mein chaltay hue ya kisi shop par kharay hue soda sulf letay hue kisi shoqeen mizaj ki pichkari se kapron ka satya nas ho jata hai. Pan k dagh jaldi chut'tay bhi nahi hein. 1 sada sa totka pesh hai k pan ka dagh door karnay k liye 1 adad kacha amrood kaat kar pan k dagh par khoob malein or phir dagh wali jaga ko sada pani se dhoyen, dagh door ho jaye ga.

Paint K Dagh Door Karnay Ka Tarika

Paint K Dagh Door Karnay Ka Tarika

paint k stain remove karne k liye in urdu
paint k dagh door karne k liye
color k dagh door karne ka tarika
how to remove paint stain 

Agar dagh geela ho to spirit, tarpin ya paraffin se saaf karein. Emulsion ka taza dagh thanday pani mein sponge bhigo kar saaf karein. Khushk dagh k liye sprit laga kr malye.


Kapron Par Se Paseenay K Dagh Door Karnay Ka Tarika

Kapron Par Se Paseenay K Dagh Door Karnay Ka Tarika

kapron par se paseenay k dagh door karne k lie in urdu
paseenay ka dagh door karne ka tarika in urdu
how to remove perspiration stain from clothes
method to remove perspiration stain
kapron par se pasinay k dagh door karne k lie

Garmio k mosam mein paseena pani ki tarah behta hai. Paseena behna sehat o tandurusti k liye achi alamat sahi magar kapron k liye behad nazuk muamla hota hai. Kapray paseenay se jaldi ghustay hein or in par paseenay k chatakh par jatay hein jo k basa auqat itnay gehray or pakkay ho jatay hein k dhonay se bhi saaf nahi hotay. Is k liye totka ye hai k agar  kapron par paseenay k dagh gehray pr gaye hein to inehn dhotay waqt pani mein espirin k 2 pills mila dein. Paseenay k dagh kapron se saaf ho jayengay.

 

Chaye Ka Dagh Door Karne Ka Tarika

Chaye Ka Dagh Door Karne Ka Tarika

chaye ka dagh door karne ka tarika in urdu
how to remove tea stain
tea k stain door karnay ka tarika
chaye ka daag door karne ke liye

Mehfil mein tea peetay waqt chaye ka kapron par gir jana mamool ki baat hai. Khusoosan mard hazrat ki la parwahi chaye girnay ka ba'is banti hai. Aesay kapron ko fori tor par dho lenay se nishan madham par  jatay hein. Agar kisi k kapron pr chaye ka pakka dagh par gaya ho to in kapron ko ubaltay hue milk se wash karein, tea k stain remove ho jayengay.

Chiknai K Dagh Door Karnay K Liye

Chiknai K  Dagh Door Karnay K Liye

chiknai k dagh door karnay k liye
chiknai k dagh door karnay ka tarika
chiknai k dagh door karnay ki tips
chiknai k dagh door karnay k ghareloo totkay

Laparwai se khana khatay hue ya chiknai wala soda sulf khareedtay hue kapro par aksar chiknai ka nishan par jata hai, agar isay bar waqt saaf na kiya jaye to wo wahan pakka ho jata hai or is k nishan wala hissa din ba din syah parta rehta hai. Chiknai k dagh k khatmay k liye sponge ya falaline k pieces ko tarpin oil mein bhigo kar ragarnay se karpray par chiknai k dagh door ho jayengay.

Aabla Pa Se Nijat Ke Liye

Aabla Pa Se Nijat Ke Liye

aabla pa se nijat k lye
New shoes agar legs mein aabla daal deta hai or ye aabla behad takleef da hota hai. Hargiz mat ghabrayen raat ko sotay waqt is aablay par egg ki safedi laga dein. Dard or aablay ko aram aa jaye ga.

Zakham Mundamil Karnay Ke Liye

Zakham Mundamil Karnay Ke Liye

zakham mundamil karnay k liye
Til lein or usay honey mein pees kr lap sa bana lein or phir is lap ko ointment ki manind mehfooz kar lein. Jab bhi kahin zakham lagay, wahan ye bamsal kar dein. Zakham jald mundamil ho jayengay.

Waza Hamal Ki Asani K Liye

Waza Hamal Ki Asani K Liye

waza hamal mein asani k liye
delivery mein asani ke liye
normal delivery ke liye

2 cup water lekar is mein 1 spoon chota zeera mila kar josh dein jab water half reh jaye to is mein 2 chamchay butter mila kar pilanay se dard tez ho jaye ga or waza hamal mein asani rahay gi.

Reham Ki Jalan Ka Ilaj

Reham Ki Jalan Ka Ilaj

rehem ki jalan k liye
raham ki jalan k liye

Ladies mein aksar raham ki beemarian aam hoti hein, bacha dani mein werm ho jaye, hararat azeezi barh jay to raham mein sozish shru ho jati hai is se inhen behad jalan or dard ka samna bhi  hota hai. Aesay mein amla k rus mein munasib misri daal kar peena mufeed sabit hota hai, is se masanay ki garmi, urine ki jalan, urine k ruk ruk kar ya kam aanay ka aariza, nakseer phootna or soozak ko bhi nafa hota hai. Isi tarah ganja pan amal khanay se door ho jata hai.

Pregnant Khawateen Ke Liye Behtareen Totka

Pregnant Khawateen Ke Liye Behtareen Totka

pregnant women k lye behtareen totka
Grapes ka rus khawateen k liye khas tor pr zamana hamal mein bohat aala sabit hota hai. Isay agar rozana apni khoorak ka juz bana liya jaye to ghashi, chakkar, aphara or dard se khasa afaqa milta hai. Deegar matli bhi nahi hoti hai.

Paseenay Ki Badboo Door Karnay K Liye

Paseenay Ki Badboo Door Karnay K Liye

paseenay ki badboo door karnay ka tarika
paseenay ki  badboo door karnay ka totka
perspiration smell treatment
paseenay ki badboo se nijat

Agar baghlo se paseenay ki badboo aaye jo k aam masla hai to dono baghlo mein kuch dair k liye phitkiri ki dalya rakhein. Paseenay ki badboo door ho jaye gi.

Hysteria Ka Ilaj In Urdu

Hysteria Ka Ilaj In Urdu

hysteria ka ilaj in urdu
gharelu totkay in urdu

Is marz mein kaghzi lemon ka taza rus bhuni  hui heeng k sath use karna chaiye. 1 tola 1 rati bhuni hui heeng mein 6 mashay lemon ka rus shamil karein, achi tarah hal karnay k baad isi miqdar ko 1 month tak lagatar use karein. Ye marz jar se ukhar jata hai.
Khawateen k liye nihayat umda or azmooda nuskha hai. Mareeza ko angoor ka rus din mein 3 bar sirf 5 tola ki miqdar mein dein. Is amal ko 3 mah tak jari rakhein. Is se har tarah ki dimaghi or hysteria ki  takleef rafa ho  jaye gi.

Haiz Ki Rukawat Ka Ilaj

Haiz Ki Rukawat Ka Ilaj

haiz ki rukawat ka ilaj in urdu
haiz ki rukawat ka ilaj in urdu
totkay for menses in urdu
menses ki rukawat ka ilaj in urdu

Agar kisi khatoon k ayam mahwari mein koi  nuqs ho ya haiz ruk ruk kar aata ho, ya dino mein kafi waqfa pr gaya ho to aesay mein wo shaftaloo k tree se taza konplein tor kar khaye, ruka huwa haiz foran jari ho jaye ga. Taza konplein available na ho to pinsari ki shop se dry konplein mangwakar inhen water k sath phanknay se bhi yehi asraat murattab hotay hein.

Dard-e-Kaan Se Shifa K Liye

Dard-e-Kaan Se Shifa K Liye

dard-e-kaan se shifa k liye
kaan k dard se nijat 
kaan k dard se shifa
ear pain treatment in urdu
ghareloo totkay in urdu

Reddish ko bareek bareek tukro mein kaat lijiye or phir isay sarso k oil mein dal kar khoob garam kar k rus nikal lijiye or phir is oil ko kisi bhi sheeshi mein mehfooz kar lein dard k waqt kaan mein chand drops tapka lijiye. Shiafa naseeb hogi.

Sar Ki Khushki Door Karne Ki Tarkeeb

Sar Ki Khushki Door Karne Ki Tarkeeb

sar ki khushki door karne ki tips
sar ki khushki door karnay ki tips
balon ki khushki khatam karnay ka tarika
khushki ka ilaj in urdu
dandruff home treatment in urdu/hindi
totkay for dandruff in urdu/hindi

Dahi mein thora sa meetha oil dar kar sar dhonay se adha ghanta qabal khoob malye or phir neem garam pani se dho dalye, tamam khushki door ho jaye gi.

Sabziyo Ki Karwahat Door Karnay K Liye

Sabziyo Ki Karwahat Door Karnay K Liye

vegetables ki karwahat door karnay ka totkay
vegetables ki karwahat door karnay ki tips
ghareloo totkay in urdu

Karelo ko pakanay se qabal agar namak laga kar thori dair k liye rakh diya jaye to in ki karwahat kam ho jati hai. Shaljam agar kharay ho to thori si cheeni daal kar pakanay se shaljam bad maza  nahi hotay. Moongro ko pakanay se 1 ghanta qabal namak laga kar rakh dein ab inhen dho kar pakayen karwahat na rahay gi.


Pyaz Ko Jaldi Brown Karnay K Liye

Onion Ko Jaldi Brown Karnay K Liye

pyaz ko jaldi brown karnay ki tips
Kati hui onion ko jaldi brown karnay k liye onion ko dhoop mein kuch dair sukhayen jab wo thori sookh jaye to phir talein pyaz foran brown ho jaye gi, khasta bhi hogi or alag alag rahay gi. Ye tarkeeb Haleem or Biryani mein dalnay k liye hogi.

Mouth Se Lehsan Ki Badboo K Khatmay Ke Liye

Moo Se Lehsan Ki Badboo K Khatmay Ke Liye

moo se lehsan ki badboo khatam karnay ka totkay
mouth bad smell in urdu
to eliminate mouth smell of garlic

Garlic ki smell se agar aap nijat hasil karna chahti hein to garlic wala khana khanay k baad thori se miqdar mein sonf phank liya karein. Moo se lehsan ki boo khatam ho jaye gi.


Kehni, Arion Or Takhnay Ki Siyahi Door Karnay Ki Tarkeeb

Kehni, Arion Or Takhnay Ki Siyahi Door Karna

kehni, arion or takhnay ki siyahi door karnay ka totka
  elbow, heels or ankle ki siyahi door karnay ki tarkeeb
ghareloo totkay in urdu

Lemon ka use karnay k baad in k chilkay na phenkay balkay inhen heels, ankle, knees or elbow par malye, chand dino mein in ki siyahi door ho jayegi.


Fruits K Dagh Door Karnay Ki Tarkeeb

Fruits K Dagh Door Karnay Ki Tarkeeb

fruits k dagh door karnay ki tarkeeb
phalon k dagh door karnay ki tarkeeb
fruits k dagh door karnay ki tarkeeb in urdu
urdu ghareloo totkay

Kapro par se fruits k spots door karnay k liye dagho ko lemon, garam pani or soap se wash karein, dagh bilkul saaf ho jayengay.


Cracked Heels Theek Karnay Ki Tarkeeb

Cracked Heels Theek Karnay Ki Tarkeeb

cracked heels theek karnay ki tarkeeb
cracked heels theek karnay ki tarkeeb in urdu
phati aeryon se nijat
phati airion ka ilaj 
totkay for cracked heels in urdu/hindi
ghareloo totkay for cracked heels

Kapray dhonay wala soap apnay legs par khoob malein, soap ko naram kar k is mein sada sa glycerin mila lijiye or phati hui jaga mein bhar dijiye 1 ghanta baad taza pani se dho daliye, phir achi tarah khushk kar k sabun mili glycerin laga lijiye kisi qisam k socks na use karein, shoes bhi na use karein balkay khuli slipper  use karein.

Baghair Fridge K Bengan Taza Rakhnay Ke Liye

Baghair Fridge K Bengan Taza Rakhnay Ke Liye

baghair fridge k bengan taza rakhnay k liye
baghair fridge k brinjal taza rakhne k lye
baghair fridge k bengan (brinjal) taza rakhnay ki tips
ghareloo totkay in urdu

Jin gharano mein fridge nahi hai inhen vegetables mehfooz rakhnay mein kafi diqqat ka samna hota hai. Agar aap brinjal ko kuch roz k liye mehfooz karna chahti hein to brinjal ko achi  tarah dho kar khushk kar lein phir is k upar achi tarah koi bhi cooking oil mal dein. Phir 1 dish mein rakh dein or is upar jali kar kapra daal kar aap 1 haftay tak rakh saktay hein.

Matar Ki Rangat Barqarar Rakhnay Ke Liye

Matar Ki Rangat Barqarar Rakhnay Ke Liye

matar ki rangat barqarar rakhnay k liye
tip to maintain peas color
peas ki rangat barqarar rakhnay ki tips

Matar chahay dish k tor par pakaye jayen ya inehn kisi doosri cheez k sath mila kar pakaya jaye dono soorto mein in ki asli rangat ka barqarar rehna be had lazmi amar hai. Matar palao 1 aam or sada se dish hai jo k taqreeban har ghar mein shoq o ahtimam se pakai or khai jati hai. Palao mein matar ki rangat piyaz k bais gehri pr jati hai jo k basa auqat ankho ko bhali nahi dikhai deti. 1 sada sa totka pesh hai k palao mein haray peas k danay milanay se pehlay in par agar halka se koi oil achi tarah laga dein to dano ka green color paknay k baad bhi wesa hai qaim rahe ga. Vegetables pakatay waqt agar lemon k chilko ko bhi  daal dein to vegetables ki rangat mand nahi parti vegetables ka taste barqarar rakhnay k liye pani garam kar k phir vegetables ko dalein 1 dam thanday pani mein mat dalein.

Sardiyo Mein Chehray Ki Khoobsurti K Liye

Sardiyo Mein Chehray Ki Khoobsurti K Liye

sardiyo mein chehray ki khoobsurti k liye
winter mein face ki beauty k liye
face beauty tips
chehray ki khoobsurti ki tips

Mosam-e-Sarma jahan jild ko khushki ka samna hota hai wahin sehat mein bhi faraq parta hai. Chehra be ronaq sa dikhai deta hai. Agar mosam-e-sarma mein rozana 1 glass milk mein 2 se 3 spoon honey mila kar pi liye jayen to youn peenay se winter mein face ki beauty mein izafa hota hai.


Winter Skin Care Homemade Tips:

In the winter, where the skin is prone to dryness, health is also affected. The face looks dull. If you drink two to three teaspoons of honey in a glass of milk daily in the winter, then it increases the beauty of the face in the winter.

Rukhsaro Ki Tazgi Ke Liye

Rukhsaro Ki Tazgi Ke Liye

rukhsaro ki tazgi k liye tips
rukhsaro ki tazgi ki tips

Ghusul karnay k baad lemon ka arq rukhsaro par mal lijiye or phir kuch dair baad sarso ka oil laga lijiye phir usay towel se saaf kar dijiye. Aap ka face gulab k phool ki manind ho jaye ga.


Nails (Nakhun) Ka Neel Door Karne K Liye

Nails (Nakhun) Ka Neel Door Karne K Liye

nakhun ka neel door karne k liye
nails ka neel door karne ki tips
nakhun ka neel door karne ki tips

Ladies k liye nails ki importance behad ziyada hoti hai wo apnay nails ko barhanay ke sath in ki nigehdasht mein kafi waqt sarf krti hein, agar kisi waqt nails par chot lagnay se  neel par jaye to wahan neelahat par jati hai jo ka kai din tak barqarar rehti hai. Nails ki chot se parnay wali neelaaht door karnay k liye neem garam pani lein or is mein 10 minute tak figer duboye rakhein is tarah chand bar karnay se neelahat door ho jaye gi.

Dhoop Ka Asar Khatam Karne K Liye

Dhoop Ka Asar Khatam Karne K Liye

dhoop ka asar khtam karnay ke liye
dhoop ka asar khatam karna
dhoop ka asar khatam karne ki tips

Chehra agar sunstroke ya garmi se jhulas gaya ho or dhoop mein ghoomnay se color siyah par gaya ho to usay durust karna mushkil kaam  nahi hai. Chehra garam pani se har roz dho liye karein or phir is par tomato ka rus malein. Chehra phool sa nikal aaye ga.

Chehray Ki Rangat K Liye

Chehray Ki Rangat K Liye

chehray ki rangat k liye tips
chehre ki rangat k liye
chehre ki chamak damak k liye

Is amar k liye mosam sarma mein subah saweray apnay bagheechay k podo k patto par pari shabnam k qatro ko kisi  bartan mein ikhatta karnay k  baad isay chehray pr cotton ki madad se chand din tak laganay se chehray ki rangat nikhar aati hai or chehray par chamak damak paida hoti  hai.

Chehray Ki Khushki Ke Liye

Chehray Ki Khushki Ke Liye

chehre ki khushki k liye
chehre ki khushki khatam karne ki tips
chehray ki khushki khatam karnay ka tarika

Almond pani mein bhigo kar cheel kar pees kar lab bana kar chehray par ragar kar mask lagayen or jab khushk ho jaye to fingers ki madad se mal mal kar utar lein or chehray ko saaf thanday pani se dho dalein.

Chehray Ki Jild Naram-o-Mulaim Karne Ke Liye

Chehray Ki Jild Naram-o-Mulaim Karne Ke Liye

chehray ki jild naram o mulaim karne k liye
chehre ki skin naram o mulaim karne k liye
skin naram o mulaim karne k liye
chehray ki jild ki khoobsurti k liye

1 egg ki zardi ko kisi piyalay mein daal lein or roghan e badaam is mein 2 tea spoon mila lein. Chikni skin hai to 20 drops arq lemon shamil kar lein. In sab ko chamchay se khoob mila kar hal kar lein. Ye jhaag sa ban jaye ga or aap ki 1 ghareloo cream tayyar ho jayegi. Isay ahista ahista chehre par malye or 10 12 minute tak massage kijiye phir chehra neem garam pani se dho kar saaf kar lijiye. Chand din mein chehray par kafi faraq mehsoos hoga or umar barhnay k bawajood chehray ki dilkashi bar qarar rahay gi.

Legs Ki Nagawar Badboo Door Karnay Ka Tarika

Legs Ki Nagawar Badboo Door Karnay Ka Tarika

legs ki naqawar badboo door karnay ka  tarika
legs ki badboo door karnay ka tarika

Agar aap legs ki safai ka khayal na rakhein to in se smell aanay lagti hai. Is problem se bachnay k lye socks waghera rozana tabdeel karein or  nylon k socks or shoes se avoid karein kiyounkay in mein se air ka guzar  nahi hota is k ilawa market mein datayab antiperspirant or smell absorb karnay walay talwo k shoes k use say bhi farq parta hai din mein 2 bar legs par surgical spirit laga kar talcum powder chirkein.

Sardi Se Phatay Hue Legs K Liye

Sardi Se Phatay Hue Legs K Liye

sardi se phatay hue legs k liye
for winter cracked heels
winter se phatay huway legs k liye

Hamesha ye khayal rakhein k ahtiyat ilaj se behtar hoti  hai is liye mosam e sarma mein garam socks or water proof jootay or boot ks use karna chahiye magar khayal rahay k socks or shoes tight na ho kabhi bhi legs garam karnay k liye achanak garam pani mein na dalein or na hi aag ya heater k samnay rakhein. Behtar yehi hai k legs ko ahista ahista garam karein. Rozana sotay se pehlay legs par cream ya petroleum jelly ka massage kar k socks pehan lein.

Husool-e-Aulad K Liye Durood Sharif

Husool-e-Aulad K Liye Durood Sharif

husool-e-aulad k liye durood shareef
durood  sharif baraye aulad
durood shareef baraye aulad
durood-e-aulad

Is Durood Pak ko Durood-e-aulad bhi kehtay hein. Shehar Qahira (Egypt) ka waqia hai k Allah Ta'la k 1 naik banday ne shadi ki lekin 1 taweel arzay tak aulad se mehroom raha chunachay wo chand ahbab k hamrah Maqam Hazrat Imam Hussain (R.A) ki ziyarat ke liye hazir huwa us ne wahan par ye Durood Pak suna or us se kaha gaya k is Durood Pak k parhnay par mudawmat ikhtiyar karo is ne us par amal kiya or kuch arsa k baad is Durood Pak or ziyarat Hazrat Imam Hussain (R.A) ki waja se Allah Ta'la ne usay 1 beta or 1 beti ata farmai.
Husool e aulad k lie ye Durood Pak 1 mujarrab nuskha hai.