Qarz Utar Janay K LIye

Qarz Utarne Ka Wazifa

Qarz Utar Janay K LIye
Surah Al Imran ki Ayat 26-27 har Namaz ke baad 5 martaba

Darj bala Ayat 11 11 martaba or subah-o-sham 100 100 bar rozana awal aakhir Durood Sharif.

Insha Allah aap ke tamam qarz utar jayengay.

Qarz Se Nijat Ka Wazifa

qarz utarne ka wazifa

Wa in kaana zu ‘usratin fana ziratun ila maisarah, wa an tasaddaqoo khairul lakum in kuntum ta’lamoon
(Surah Al-Baqarah: 280)

Amal ka tareeqa:

  • Har namaz ke baad 3 martaba Surah Baqarah ki ayat # 280 parhein.

  • Awal o akhir 7, 7 martaba Durood-e-Ibrahimi parhein.

  • Rozana ek waqt muqarrar kar lein aur usi waqt qibla rukh baith kar amal karen.

  • Allah Ta’ala se dua karein ke qarz asani se ada ho jaye aur rizq me barkat ho.

Izafi Amal:
Agar mumkin ho to rozana subah ya maghrib ke baad 100 martaba “Ya Ghaniyyu Ya Mughniyyu” parhein. Yeh Ism-e-Mubarak rizq me kushadi aur qarz se nijat ke liye bohot mo’asser hai.

No comments:

Post a Comment