Ghar May Nafil Namaz Parhnay Ka Sawab

Ghar May Nafil Namaz Parhnay Ka Sawab
ghar may nafil Namaz parhnay ka sawab
Farman-e-Mustafa (P.B.U.H):
Jab tum mein se koi shakhs apni Masjid mein Namaz ada kar lay to usay chahiye k apnay ghar k liye Namaz mein se kuch Hissa bacha rakhay kiyounkay Allah Azzawojal us Namaz k sabab us k ghar mein khair o barkat ata farmaye ga.
(Sahi Muslim, Al Hadees: 778, Page 393)

Ba Jamat Namaz Ki Fazeelat

Ba Jamat Namaz Ki Fazeelat
ba jamat Namaz ki fazeelat
Farman-e-Mustafa (Peace Be Upon Him):
Jo shakhs 40 ratein Masjid mein jamat k sath parhay k Isha ki Takbeer-e-Oola fot na ho, Allah us k liye dozakh se azadi likh dega.

Hadees About Zakat

Hadees About Zakat
Hadees about Zakat
Farman-e-Mustafa (Peace Be Upon Him):
Jis ko Allah Azzawojal maal day or wo us ki Zakat ada na kare to Qayamat k din wo maal ganjay saanp ki soorat mein kar diya jaye ga jis k sar par 2 nishan hongay, wo snake us k galay mein toq bana kar dal diya jaye ga, phir us (Zakat na denay walay) ki bachen pakray ga or kahe ga: Mein tera maal hoo, mein tera khazana hoo.
(Sahi Bukhari, Al Hadees: 1403, Jild 1, Page 474)

Namaz-e-Tahajjud

Namaz-e-Tahajjud
Namaz-e-Tahajjud
Jo shakhs raat mein bedar ho or apnay ahl o ayal ko jagaye phir dono 2 Rakat parhein to kasrat se yaad karnay walo mein likhay jayengay.