Miya Biwi Ki Nachaki Khatam Karnay Ka Wazifa

Miya Biwi Ki Nachaki Khatam Karnay Ka Wazifa
miya biwi ki nachaki khatam karnay ka wazifa, nachaki khatam karnay ka wazifa, nachaki khatam karnay k liye wazifa
Miya Biwi Ki Nachaki Khatam Karnay Ka Wazeefa
Nachaki Khatam Karnay Ka Wazifa

Shohar or biwi k darmiyan bilawaja k ikhtalafat or baat baat par larai ko khatam karnay k liye rozana Surah Fatah ki aakhri Ayat 41 martaba pani par dam kar k dono pi lein 7 din tak or Ya Wadoodu 1000 martaba Jumrat ko namak ya cheeni par dam kar lein or ghar mein istamal karein sirf 1 martaba Insha Allah shohar or biwi k darmiyan mohabbat mein izafa hoga or ikhtalafat khatam ho jayengay, awal aakhir 11, 11 bar Durood Pak parh lijiye.

4 comments:

  1. Mira sawhar boht acha essan hi fta nhi achnak moj si jagra soro kati hi dosro ki sat bizat karti hi pllllliz moji wazfa dy

    ReplyDelete
  2. Para 2, Surah Baqara, Ayat # 165 ko sheerni par 21 martaba parh kar dam kar ke shohar ko khilaye, Insha Allah miya biwi mein mohabbat barhe gi.

    ReplyDelete
  3. Meri biwi b mujh se choti choti baton par shor karti hai use kehta hon mein apka shohar hon zara aram se baat kia karo par who apni karti hai

    ReplyDelete
    Replies
    1. Post mein jo amal bataya gaya hai us par amal karein.

      Delete