Rabi Ul Awal K Wazaif

Rabi Ul Awal K Wazaif
rabi ul awal k khusoosi wazaif
Rabi Ul Awal K Khusoosi Wazaif
12th Rabi Ul Awal Ka Wazifa
Rabi Ul Awal Ka Wazifa In Urdu
Kitabul Aurad mein likha hai: Jab Rabi Ul Awal ka chand nazar aaye to us raat ko 16 rakat nawafil parhay. do do rakat kar k har nafil is tarah ada karein k har rakat mein Surah Fatiha k baad Surah Ikhlas 3 3 martaba parhay. Jab 16 rakat mukammal ho jaye to darj bala Durood Sharif 1000 martaba parhein.
Yeh nawafil or 1000 martaba Durood Pak 12 din tak musaqil parhta rahay to Insha Allah Azzawojal Imam Ul Anbiya Hazrat Muhammad (P.B.U.H) ki ziyarat say khuwab mein musharraf hoga. Magar shart yeh hai k Isha k baad in nawafil or Durod Pak ko parhay or phir Ba Wuzu ho kar so jaye.
Is Mah ziyada say ziyada Durood Sharif parhay kam say kam rozana 2100 martaba koi sa bhi Durood Sharif parhay.


12 Rabi Ul Awwal Ka Wazifa

No comments:

Post a Comment