Durood Sharif Ki Ahmiyat Hadees Ki Roshni Main

Durood Sharif Ki Ahmiyat Hadees Ki Roshni Main


durood sharif ki ahmiyat hadees ki roshni main
 Hazrat Abu Hurera (R.A) kehtay hein k Rasool Allah (P.B.U.H) nay irshad farmaya: "Ruswa huwa wo aadmi jis k samnay mera naam liya jaye or wo Durood na parhay, ruswa huwa wo aadmi jis nay Ramzan ka (Rehmat-o-Barkat wala) poora mahina paya or wo apnay gunah na bakhshwa saka (Yani Ramzan ka mubarak mahina bhi wo ghaflat may guzar day or Toba-o-Istaghfar kar k apni maghfirat ka faisla na kara lay), ruswa huwa wo aadmi jis k samnay us k maa baap ya dono may say koi 1 burhapay ki umar ko pohanchay or wo (Un ki khidmat kar k) Jannat may dakhil na huwa".
                                                                                                   (Tirmizi)

No comments:

Post a Comment